Thursday, August 6, 2020

Khud se baat

Jab bhi  khud se baat karte hain

Jaane kya kya Sawaal karte hain ..

Khud ki koi khabar nahin hoti..

Fir bhi har waqt baat karte hain